Janta Hoon App Ko Saharay Ki Zaroorat Nahi ... Main Sirf Saath Denay Aya HOon... Kabhi kabhi meray dill main khayal ata hai ke zindagi teri zulfoon ki narm chaon talay guzarnay pati to shadab ho bhi sakti thi magar yeh ho na saka .. magar yeh ho na saka .. :( Looking For: garmien hasratien nakaam se jhal jatay hain, hum chiragon ki tarah sham se jhal jatay hain ... shama jiss agg main jalti hai numaish ke liye, hum ussi agg main gumnaam se jhal jatay hain ... jab bhi atta hai tera naam meray naam ke saath , janay kyun log meray naam se jhal jatay hain ...